Mera jalwa
I wanna jalwa Yahaan bhi hoga wahaan bhi hoga 1 2 3 4
(Yahaan bhi hoga wahaan bhi hoga, abb toh saare jahaan mein hoga kya Mera hi jalwa – (2)) – (2)
Jalwa, just jalwa
Aata nahi hai mujhako ke waade se pichhe hat jaau – (2) Yaaron yahin hai waada ke waade pe apane mit jaau Mere jine ka jine ka dhang hai, are mera apana apana bas ek rang hai Mera hi jalwa – (2) Say 1 2 3 4 Mera hi jalwa
Jalwa jalwa jalwa jalwa jalwa…. Aaja tujhe batla du ke yeh duniya kaise jhukati hai – (2) Meri tarah ho jigara toh yeh duniya tyjhase darati hai Aandhi tufaan jo mujhase takraaye, are mere aage koyi tik na paaye Mera hi jalwa, 1 2 3 4
Yahaan bhi hoga wahaan bhi hoga, abb toh saare jahaan mein hoga kya Tera hi jalwa – (2)
| Movie / Album | Wanted Lyrics |
| Language | Hindi |
| Lyricist | Jalees Sherwani |
| Singer's | Wajid Khan |
| Music Director | Sajid-Wajid |
| Label | T-Series |
| Year | 2009 |
| Starring | Ayesha Takia, Prakash Raj, Salman Khan, Vinod Khanna |