(Baje nagade kaal ke uthe kadam bhunchal ke Digne waal hai tera singhasan Rakhna raja sambhal ke) – (2) Baje nagade kaal ke uthe kadam bhunchal ke
Teri kya hasti hai ghamndi tera bal hai nakli Sabhi takato ke upar jo takat ho wo asli Amber me sar garaj rahe tere vinash ki tal ke Baje nagade kaal ke uthe kadam bhunchal ke Digne waal hai tera singhasan Rakhna raja sambhal ke Baje nagade kaal ke uthe kadam bhunchal ke
Savdhan ab pran bacahne ki kar le taiyari Tujhe bhasam karen ko lapki aaj ek chingari Kyu leta hai mot ko sar pe apne aap uthalke Baje nagade kaal ke uthe kadam bhunchal ke Digne waal hai tera singhasan Rakhna raja sambhal ke Baje nagade kaal ke uthe kadam bhunchal ke
Aaj dikha mat shan ki ghadiya ye tufan ki Tere samne aaj khulegi jholi svaym bhagwan ki Kai bukh ban gaye bikhari bikhsha isme dal ke Baje nagade kaal ke uthe kadam bhunchal ke Digne waal hai tera singhasan Rakhna raja sambhal ke
Baje nagade kaal ke uthe kadam bhunchal ke – 5
Movie / Album | Waman Avtar Lyrics |
Language | Hindi |
Lyricist | Kavi Pradeep |
Singer's | Mohammad Rafi |
Music Director | Avinash Vyas |
Label | T-Series |
Year | 1955 |
Starring | Nirupa Roy, Rooplaxmi |