Kar saki ye shaam kya hai Kar saka ye jaam kya Roz roz phir raha kyun Tu beparwah
Hoo o..
Shor-o-gul bhara zamana Naam ka hai sab yahaan Kya tu le ke aaya aur Kya lega jaan
Ho ho ye tifl-e-baargah Na ho yahi aakhri payaam
Naznien, mehjabien Ye baat dil mein sulagti kyun Husn ko hai gumaan yahaan
Ye mizaaj, bayaan, Naar-e-azaab hai kya Mehjabien, haseen, Tareen, khumaar kya
Ye fitoor, nasoor, Naaz is pe kyun hai yaar Ho zaheen ye baat, Ye raat, mazaar yaar
Ho ho ye tifl-e-baargah Ata ho ise sabka payaam
Naznien, mehjabien Ye baat dil mein sulagti kyun Husn ko hai gumaan yahaan
O ho ho.. ho..
O ho ho.. ho..
| Movie / Album | Vodka Diaries |
| Language | Hindi |
| Lyricist | Kashif Iqbal, Khalid Ahamed |
| Singer's | Khalid Ahamed |
| Music Director | Parvaaz |
| Label | Zee Music Company |
| Year | 2018 |
| Starring | Kay Kay Menon, Raima Sen |