(Aadami zindgi aur ye aatma – 2 Dhundate hai sabhi tujhako paramatma Ye milan jo karaye wo vishwatma vishwatma – 2) – (2)
(Aaj ke din mai aakaash se gir pada Pehale chhota sa tha ho gaya ab bada) – (2) Waqt rehta nahi ek jagah pe khada Chalta rehta hai ye umra ka kafila Aadami zindgi aur ye aatma – 2 Dhundate hai sabhi tujhko paramatma Ye milan jo karaye wo vishwatma vishwatma – 2
(Ek ghar me bhi har ek se hai alag Dekhate hai alag sochate hai alag) – (2) Hum alag kyon na ho hum bane hai alag Pyar ne kar diya par hame ek saath Aadami zindgi aur ye aatma – 2 (Dhundate hai sabhi tujhko paramatma Ye milan jo karaye wo vishwatma vishwatma) – (2)
Movie / Album | Vishwatma Lyrics |
Language | Hindi |
Lyricist | Anand Bakshi |
Singer's | Mohammed Aziz |
Music Director | Viju Shah |
Lyricist : Anand Bakshi
Singer : Alka Yagnik, Mohammed Aziz, Sadhana Sargam, Udit Narayan
Lyricist : Anand Bakshi
Singer : Amit Kumar, Mohammed Aziz, Sapna Mukherjee, Udit Narayan
Lyricist : Anand Bakshi
Singer : Alka Yagnik, Amit Kumar, Sadhana Sargam, Sapna Mukherjee