Main Hoon Jahaan Hain Pyaar Wahaan Song Lyrics - Vijayta Pandit - Propose Lyrics

Main Hoon Jahaan Hain Pyaar Wahaan Lyrics from Vijayta Pandit - Propose Lyrics (hindi) (2015) sung by vijeta pandit. This song is with lyrics penned by shabbir ahmed. Vijayta Pandit - Propose Lyrics (hindi) movie stars vijayta pandit and the songs were released in 2015. Main Hoon Jahaan Hain Pyaar Wahaan Lyrics from Vijayta Pandit - Propose Lyrics: vijeta pandit sings this hindi song for Vijayta Pandit - Propose Lyrics film with music by

(Main hoon jahaan, hain pyaar wahaan Main hoon jamin, main aasmaan Main sitaaron ko chhu loon Sang hawaan ke dolu Main phulon mein rehati hoon Hai yeh mera saara jahaan, jahaan…) – 2

Sapne ki gali, duniya hai meri Sang jugnu mere, titliyaan hai meri paarab?? Ho jugnuon ki tarah jagmagaati phiruun Bhanware ki tarah gungunaati phiru ru ru ru ru…. Main hoon jahaan, hain pyaar wahaan Main hoon jamin, main aasmaan Main sitaaron ko chhu loon Sang hawaan ke dolu Main phulon mein rehati hoon Hai yeh mera saara jahaan, jahaan…

Neela neela gagan, thandi thandi pawan Bas mein kaise karrun, aaj main apana mann Mann mein aasha meri, woh toh aaye kabhi Dhindate hai jise kabse mere nayan ru ru ru ru…. Main hoon jahaan, hain pyaar wahaan Main hoon jamin, main aasmaan Main sitaaron ko chhu loon Sang hawaan ke dolu Main phulon mein rehati hoon Hai yeh mera saara jahaan, jahaan…

Jahaan, mera jahaan