Ae Sochta Hai Kya Aaja Song Lyrics - Vandana Lyrics

Ae Sochta Hai Kya Aaja Lyrics: Song from Vandana Lyrics movie sung by asha bhosle, written by ravi shankar sharma, song is composed by ravi shankar sharma.

(Ae sochta hai kya aaja Bada maza hai mere pyar me) – (2) Ae sochta hai kya aaja

Sharam kaisi koi Nahi dekhne wala (Koi nahi yaha dekhne wala Kaisi gajab ki tanhai hai) – (2) Thandi hawao ne mahaki fijao ne Dil ki tamana jagai hai Tu bhi jawa mai bhi jawa – 2 Tu bhi akela mai bhi akeli Ae ae sochta hai kya aaja Sach kahti hu Bada maza hai mere pyar me Ae sochta hai kya aaja

(Bhigi jawani tujhko bulaye Baho me aaja mere dilbar) – (2) Ang laga le aise na apne Chahne walo par sitam kar Mujhko utha gale laga – 2 Teri deewani meri jawani Ae ae sochta hai kya aaja Aaja na Bada maza hai mere pyar me Ae sochta hai kya aaja aaja Bada maza hai mere pyar me Ae sochta hai kya