Ab Neend Kise Ab Chain Kahaa Song Lyrics - Utthaan - 2006 Lyrics

Ab Neend Kise Ab Chain Kahaa lyrics Utthaan - 2006 Lyrics is a bollywood movie , this movie released in . The soundtrack album is composed by kumar sanu. Produced by

Ab neend kise ab chain kahaa o jaane jaanaa – 3

Jaane kaisi ye pyaas hai anjaanaa ehsaas hai aabhi jaa Ab neend kise ab chain kahaa o jaane jaanaa

In raahon mein sang sang chale kyun door tu hum tum rahe – 2 Ab naa ruke ye kaarawaa, hai pyaar kaa ye silsilaa Tanjan jaise diyaa haale dil ye kyaa kiyaa jaaniyaa Ab neend kise ab chain kahaa o jaane jaanaa

Sapano mein tum rang yu bharo, apani kaho kuch meri suno – 2 Ab naa kadhi honge judaa kehado na saath honge sadaa Tumase ye waadaa hai meraa sang sang rahenge sadaa saathiyaa Ab neend kise ab chain kahaa o jaane jaanaa Jaane kaisi ye pyaas hai anjaanaa ehsaas hai aabhi jaa Ab neend kise ab chain kahaa o jaane jaanaa