O Jaanemann, Bahot Huwa Kat Katake Jina Song Lyrics - Tum Milo To Sahi Lyrics

O Jaanemann, Bahot Huwa Kat Katake Jina Lyrics from Tum Milo To Sahi Lyrics (bollywood) sung by raghav sachar. This song is composed by sandesh shandilya with lyrics penned by irshad kamil. Tum Milo To Sahi Lyrics (bollywood) movie and the songs were released in . O Jaanemann, Bahot Huwa Kat Katake Jina Lyrics from Tum Milo To Sahi Lyrics: raghav sachar sings this bollywood song for Tum Milo To Sahi Lyrics film with music by sandesh shandilya

Bahot huwa kat katake jina, bahot huyi naaraaji Aisa kyun main keh du tumase, ho jaao tum raaji Maana main hi saara galat hoon, tumako ho bilkul sahi Tumane tum milo to sahi o o o…. – (2)

(Haay bekaraar hum haay bekaraar tum – (2) Bekaraari mein hai saara aalam O jaanemann, o jaanemann, o jaanemann, o jaanemann….) – (2)

Tera asar hai iss kadar dekhu kabhi jo aaina Meri jagah tujhase mera ho jaata hai abb saamana Mere jine mein -2 aane lagi teri ada O jaanemann, o jaanemann Haay bekaraar hum haay bekaraar tum – (2) Bekaraari mein hai saara aalam O jaanemann, o jaanemann, o jaanemann, o jaanemann….