(Jagi jagi raato me nindiya saja ke Aankho ka satarangi sapna dikha ke) – (2) Kirno ka kangana chand ki bindiya – 2 Na jane kab wo mujhko pehna ke le gaya Le gaya koi mujhko apna bana ke – 2 Le gaya koi mujhko isse bana ke – 2
(Iska pata na chala iski khabar na hui Kab jaan meri ek uski nazar hui) – (2) Hawa ki tarha wo chupke se aake Sanso ki apni khushbu bana ke Kirno ka kangana chand ki bindiya – 2 Na jaane kab wo mujhko pehna ke le gaya Le gaya koi mujhko apna bana ke – 2 Le gaya koi mujhko isse bana ke – 2
(Uske khayalo me rehti hu dubi jaise Koi to bataye mere sang hua ye kaise) – (2) Aisi waisi baate wo mujhko padha kar Mujhse hi mere wo dil ko nikha ke Kirno ka kangana chand ki bindiya – 2 Na jaane kab wo mujhko pehna ke le gaya Le gaya koi mujhko apna bana ke – 2 Jagi jagi raato me nindiya saja ke Aankho ka satrangi sapna dikha ke Kirno ka kangana chand ki bindiya – 2 Na jane kab wo mujhko pehna ke le gaya Le gaya koi mujhko apna bana ke – 2 Le gaya koi mujhko isse bana ke – 2
Movie / Album | Tu Hi Tu (Album) Lyrics |
Language | Hindi |
Lyricist | Bhupen Chhadva |
Singer's | Pooja Shrivastava |
Music Director | Miten Chhadva |