Teri Kasam Lyrics / Hindi / Amit Kumar

Kya Hua Ik Baat Par Song Lyrics

Meaning, Summary and Listening Notes

Kya Hua Ik Baat Par is presented as a lyrics page from Teri Kasam Lyrics in the Hindi collection with Amit Kumar in the credits, giving readers the words alongside available song context. Use it to follow the lyrics, notice repeated lines such as "Kya Hua Ik Baat Par", and connect the song to its mood and themes.

What it means

Based on the supplied lyrics, this song can be read through reflection with an emotional tone. The note is intentionally cautious, using the repeated phrases and available metadata as listening context rather than adding unsupported facts.

Listen formain chorus turnemotional tone
Moodemotionalreflective
Themesreflection
Find more like thiskya hua ik baat par lyricsteri kasam lyricshindi song lyricsamit kumar lyricsreflection lyricsemotional songkya hua ik baat par

Lyrics

Kyaa huaa, ik baat par barson ka yaaraanaa gayaa Is bahane doston ka pyaar pahchaanaa gayaa Kyaa huaa, kyaa huaa Kyaa huaa, ik baat par barson ka yaaraanaa gayaa (Kyaa sunaayen ham kisi ko, pyaar ki ye daastaan) -2 Pyaar ki ye daastaan Jaan jaane ko hai baaqi, dil to deewaanaa gayaa Kyaa huaa, ik baat par barson ka yaaraanaa gayaa... (Unkaa, unke gham kaa ai dil, ab karen afsos kyaa) -2 Ab karen afsos kyaa Jis ko aanaa thaa vo aaya, jis ko thaa jaanaa gayaa Kyaa huaa, ik baat par barson ka yaaraanaa gayaa... (Unse milne ki ijaazat, ek bas hamko nahin) -2 Ek bas hamko nahin Unse milne unke ghar, har apnaa begaanaa gayaa Kyaa huaa, ik baat par barson ka yaaraanaa gayaa... Kyaa huaa, ik baat par barson ka yaaraanaa gayaa Is bahane doston ka pyaar pahchaanaa gayaa Kyaa huaa, kyaa huaa Kyaa huaa, ik baat par barson ka yaaraanaa gayaa

About this song

Teri Kasam Lyrics is a hindi movie, this movie released in. . . The song lyrics of Kya Hua Ik Baat Par are below