Na Shikva Hota Song Lyrics - Tehzeeb

Following is the lyrics of 'Na Shikva Hota ' song from the hindi movie 'Tehzeeb Lyrics', in the voice of singer madhushree

Aap ko mujhse gila hota na shikva hota Meri majboori ko. gar aap ne samjha hotasamjha hota

Aap ko mujhse gila hota na shikva hota -2 Meri majboori ko gar aap ne -2 Samjha hota, samjha hota Aap ko mujhse -2 gila hota na shikva hota

Dard ki yaad mein bhi dard hai, behtar ye tha -2 Apne zakhmon ka hisaab hamne na rakha hota Meri majboori ko gar aapne -2 Samjha hota, samjha hota

Khwaab dekhe the jo hamne, woh sabhi sach hote -2 Sochiye aisa gar hota toh kaisa hota Meri majboori ko gar aap ne samjha hota, samjha hota Aapko mujhse gila hota na shikva hota