Jaye To Jaye Kaha Samjhega Kaun Yaha Song Lyrics - Taxi Driver Lyrics

Lyrics of 'Jaye To Jaye Kaha Samjhega Kaun Yaha ' song from the bollywood movie 'Taxi Driver Lyrics', the lyrics are written by sahir ludhianvi, in the voice of singer talat mahmood,

Jaae to jaae kahaan Jaye to jaye kaha Samjhega kaun yaha dard bhare dil ki zuban Jaye to jaye kaha

Mayusiyo ka majama hai ji me Kya rah gaya hai is zindagi me Mayusiyo ka mayusiyo ka majama hai ji me Kya rah gaya hai is zindagi me Ruh me gam dil me dhua Jaye to jaye kaha Samjhega kaun yaha dard bhare dil ki zuban Jaye to jaye kaha

Apna bhi gam hai unka bhi gam hai Ab dil ke bachaneki ummid kam hai Unka bhi gam hai apna bhi gam hai Ab dil ke bachaneki ummid kam hai Ek kashti sau tufan jaye to jaye kaha Samjhega kaun yaha dard bhare dil ki zuban Jaye to jaye kaha