Janam Janam Kaa Dukhiya Praanee Song Lyrics - Tadbir Lyrics

Janam Janam Kaa Dukhiya Praanee Lyrics from Tadbir Lyrics (bollywood) sung by k l saigal. This song is composed by lal mohomed with lyrics penned by swami ramanand. Tadbir Lyrics (bollywood) movie and the songs were released in . Janam Janam Kaa Dukhiya Praanee Lyrics from Tadbir Lyrics: k l saigal sings this bollywood song for Tadbir Lyrics film with music by lal mohomed

Janam janam kaa dukhiya praanee – (2) Aaya sharan tihaaree – (2) Bhagvaan aaya mai aaya

Kadam kadam par ghor musibat -2, sar pe bipada bhari Janam janam kaa dukhiya praanee, (aaya sharan tihaaree -2) Bhagvaan aaya mai aaya

Bichhe hai chaaro or se aansu -2, bujhe na dipak mera Mera jivan ik diya me – (2) Chha na jaaye andhera – (2) Tej hava se ise bacha ke, karana abb rakhavaaree Janam janam kaa dukhiya praanee, (aaya sharan tihaare -2) Bhagvaan aaya mai aaya

Soyee huyee -2 jvala ko jaga do, baakee jag ko aag laga do Jale huye mere mann kee aasha Bhagvaan aas tihaaree, aaya sharan tihaaree Bhagvaan aaya mai aaya Janam janam kaa dukhiya praanee, (aaya sharan tihare -2) Bhagvaan aaya mai aaya