Chand ke pas jo sitara hai Wo sitara hasin lagta hai – 2 Jab se tum ho meri nigaho me – 2 Har najara hasin lagta hai – 2 Chand ke pas jo sitara hai
Jindgi do dilo ki chahat hai – 3 Har khushi pyar ki amanat hai Pyar ke pas jo Pyar ke pas jo sahara hai Wo sahara hasin lagta hai – 2 Chand ke pas jo sitara hai
Raat tanhaiyo ki dushman hai – 3 Har safar hamsafar se roshan hai Moj ke pas jo Moj ke pas jo kinara hai Wo kinara hasin lagta hai – 2 Chand ke pas jo sitara hai
Aaj ki raat hai murado ki – 3 Roshani hai naye irado ki Shama ke pas jo Shama ke pas jo sharara hai Wo sharara hasin lagta hai – 2 Chand ke pas jo sitara hai – 2 Wo sitara hasin lagta hai – 2 Chand ke pas jo sitara hai
Movie / Album | Sweekar Kiya Maine Lyrics |
Language | Hindi |
Lyricist | Muqtida Hasan Nida Fazli |
Singer's | Kishore Kumar, Lata Mangeshkar |
Music Director | Usha Khanna |
Lyricist : Muqtida Hasan Nida Fazli
Singer : Kishore Kumar, Lata Mangeshkar