(Aankhon mein sapna Sapno mein asha Asha hain zindagi) – 2 Asha hain zindagi – 2 Aankhon mein sapna Sapno mein asha Asha hain zindagi – 3
Chahat ka nagma dhadkan sunaye Sargam sajake dil aaj gaaye Aankhon mein sapna Sapno mein asha Asha hain zindagi – 3
(Main toh hu raahi meri manzil tu Par manzil tak mujhko jaana jaroor) – 2 Jaana mujhko jaroor Aankhon mein sapna Sapno mein asha Asha hain zindagi – 3
Chahat ka nagma dhadkan sunaye Sargam sajake dil aaj gaaye Aankhon mein sapna Sapno mein asha Asha hain zindagi – 3
| Movie / Album | Super Singer Lyrics |
| Language | Hindi |
| Singer's | Ravindra Upadhyay |