Ho…
Na woh akhiyan ruhani kahin Na woh chehra noorani kahin Kahin dil wali baatein bhi na Na wo sajri jawani kahin
Jag ghoomeya thaare jaisa na koi (x2)
Na toh hansna rumaani kahin Na toh khusboo suhani kahin Na woh rangli adayein dekhin Na woh pyari si nadani kahin Jaisa tu hai waisi rehna
Jag ghoomeya thaare jaisa na koi (x4)
Baarishon ke mausam ki bheegi har ali tu Sardiyon mein gaalon pe jo aati mere lali tu Raaton ka sukoon Raaton ka sukoon bhi hai Subah ki azaan hai Chahton ki chaadron mein kare rakhwali tu
Kabhi haq saare rakhta hai Kabhi samjhe begaani kahin Tu toh jaanta hai marke bhi Mujhe aati hai nibhani kahin Woh karna jo hai kehna
Jag ghoomeya thaare jaisa na koi (x2)
Apne naseebon mein yaa Honsle ki baaton mein Sukhon aur dukhon wali Saari saugaaton mein
Sang tujhe rakhna hai Sang tujhe rakhna hai Tere sang rehna Meri duniya mein bhi Mere jazbaaton mein
Teri milti nishani kahin Jo hai sabko dikhani kahin Main toh jaanti hai marke bhi Tujhe aati hai nibhani kahin Woh hi karna hai jo hai kehna
Jag ghoomeya thaare jaisa na koi (x4)
Movie / Album | Sultan |
Language | Hindi |
Lyricist | Irshad Kamil |
Singer's | Neha Bhasin |
Music Director | Vishal-Shekhar |
Label | YRF Music |
Year | 2016 |
Starring | Anushka Sharma, Salman Khan |
Lyricist : Irshad Kamil
Singer : Badshah, Isheeta, Shalmali Kholgade, Vishal Dadlani