Bolo Har Har Har Song Lyrics - Shivaay

Bolo Har Har Har Lyrics (2016) sung by Badshah, Megha Sriram Dalton,Mohit Chauhan,Sukhwinder. This song is composed by Mithoon with lyrics penned by Sandeep Shrivastava. The songs were released in 2016.

Aag bahe teri rag mein Tujhsa kahaan koi jag mein Hai waqt ka tu hi to pehla pehar Tu aankh jo khole to dhaaye kehar

Toh Bolo har har har Toh Bolo har har har Aadi na ant hai uska Woh sabka na inka unka Wohi hai maala

Wohi hai manka Mast malang wo apni dhun ka Antar mantar tantar jaagi Hai sarvatra ke swabhimaani Mrityunjay hai maha vinaashi

Omkar hai isi ki vaani Isi ki, isi ki, isi ki vaani Isi ki, isi ki, isi ki vaani Bhang dhatura bell ka patta

Teeno lok isi ki satta Vish peekar bhi adig amar hai Mahadev har har hai japta Wohi shoonya hai wohi ikaai

Wohi shoonya hai wohi ikaai Wohi shoonya hai wohi ikaai Jiske bheetar basta Shiva hai Aghoranna paro mantro

Nasti tatvam guro param Nagendra haraya Trilochanaya Basmanga ragaya maheswaraya Nithyaya shudhaya digambaraya

Tasmai nakaraya nama Shivaay Shiva rakshyamam Shiva pahimam Shiva trahimam

Shiva rakshyamam Shiva pahimam Shiva trahimam Mahadev ji pam paahimam

Sharnagatam twam paahimam Pam rakshmam Shiv paahimam shiv Aankh moond kar dekh raha hai Saath samay ke khel raha hai

Mahadev maha ekaki Jiske liye jagat hai jhanki Jata mein Ganga Chaand mukut hai

Somya kabhi kabhi bada vikat hai Aag se jalna hai Kailashi Shakti jiski dard ki pyaasi hai pyaasi, haan pyaasi

Ram bhi uska, Ravan uska Jivan uska maran bhi uska Taandav hai aur dhyan bhi woh Agyaani ka gyaan bhi woh hai

Aankh teesri jab yeh khole Hile dhara aur swarg bhi dole Goonj uthe har disha kshitij mein Naand usi ka bam bam bhole

Wahi soonye hai wahi ikaayi Wahi soonye hai wahi ikaayi Wahi soonye hai wahi ikaayi Jiske bhitar basa Shiva hai Toh bolo har har har

Ja kar vinaash ja ja ke kailash .. Toh bolo har har har Ja ja ke kailash ja kar vinaash (x2

Yaksha swaroopaya jatta dharaya Pinaka hasthathaya sanathanaya Divyaya devaaya digambaraya Tasmai yakaraya nama Shivaay