Tere bin na raha kabhi Tere bin na reh sakunga Tere bin na jiya kabhi Tere bin na jee sakunga
Toote dil ki awaaz ko sun Tu sun to sahi Shikwa nahin kisi se Kisi se gila nahin Naseeb mein nahin tha jo Humko mila nahin Shikwa nahin kisi se
Tu mil na paaya Yaadein mil gayi Teri yaadein mil gayi Tanhaaiyaan mili hain Tu na mili mujhe Tu na miliā¦
Toote dil ki awaaz ko sun Tu sun to sahi Armaan tha humako jiska Woh khwaab mila nahi Naseeb mein nahin tha jo Humko mila nahin Shikva nahin kisi se
Tujhse judaa hokar jaaun main kidhar Tere bina jaaun main kidhar Tadapta hi rahun Phirun main darbadar Haaye phirun main darbadar
Toote dil ki awaaz ko sun Tu sun to sahi Wo chahaton ka har pal Ab silsila nahin Naseeb mein nahin tha jo Humko mila nahin Shikwa nahin kisi se
More Jubin Nautiyal Songs: Dhal Jaun Main Zindagi Kuch To Bata Hai Teri Meherbani
Movie / Album | Shikwa Nahi |
Language | Hindi |
Lyricist | Amjad Nadeem, Sameer |
Singer's | Jubin Nautiyal |
Music Director | Amjad Nadeem |
Label | Zee Music |
Year | 2016 |
Starring | Jubin Nautiyal, Sheena Bajaj |