Haan aap ko samajha hai jab se jindagi – (2) Jindagi abb jindagi lagane lagi Aap ki baahon mein jab se aa gaye – (2) Aisa lagata hai ke manjil pa gaye – (2)
(Inn aankhon mein sharaarat hai sharaafat hai Hai bala ki shokhiyaan kaisi yeh kayaamat hai) – (2) Iss kadar najdikiyaan kehati hai ishaaron se Aa gaye manjil pe hum inn dil kii raahon se Haan aap ki har baat mein ik baat hai – (2) Der se samajhe magar kya baat hai – (2)
(Aa… kayin armaan dil mein aur uljhan yeh Jaanleva hai muhabbat yeh muhabbat yeh) – (2) Haan aa gaye hum jindagi mein ek aise mod par Ji nahi sakate mohabbat ka yeh daaman chhodkar Aapki iss aashiqi ko kya kahein – (2) Apani iss dil ki lagi ka kya karein – (2) Haan aap ko samajha hai jab se jindagi Aap ki baahon mein jab se aa gaye Jindagi abb jindagi lagane lagi Ho o o o aisa lagata hai ke manjil pa gaye Hmm hmm hmm hmm….
Movie / Album | Shikhar (2005) Lyrics |
Language | Hindi |
Singer's | Rakesh Pandit, Sadhana Sargam |
Music Director | Viju Shah |