Kahe Bindiya Lagai Song Lyrics - Sharda (1981) Lyrics

Kahe Bindiya Lagai lyrics : Kahe Bindiya Lagai Song from Sharda (1981) Lyrics is sung by anuradha paudwal, mohammed rafi and composed by laxmikant-pyarelal,

(Kahe bindiya lagai Maine nindiya gawai) – (2) Piya ko pasand nahi aai – 2

Maine rup ki rani teri kadar na jani Rup ki rani teri kadar na jani Mai hu bada saudai – 2

Kahe jhuk jhuk jaye ambua ki dali Jane na bagiya ka mali – 2 Haye re is dunia ke dastur nirale Is dunia ke dastur nirale Prit ki reet nirali – 2 O saiya chodo Bahane roke parwat rashta Rukti nahi purwai – 2

Kahe chup chup Rahta mai tumse na kahta Dil me agar kuch hota – 2 Aata thoda sa mohe koi jadu nigoda Mohe koi jadu nigoda Tumpe asar kuch hota – 2 Mai jab jab dekha tujhe tab tab dil me Pyar ne li angdai – 2 Kahe bindiya lagai Maine nindiya gawai Piya ko pasand nahi aai – 2 Mai hu bada saudai Piya ko pasand nahi aai Mai hu bada saudai