Ajab Hai Daastaan Teri Ai Jindagi – II Song Lyrics - Shararat (1959) Lyrics

Ajab Hai Daastaan Teri Ai Jindagi – II lyrics : Ajab Hai Daastaan Teri Ai Jindagi – II Song from Shararat (1959) Lyrics is sung by mohammad rafi and composed by shankar-jaikishan,

Ajab hai daastaan teri ai jindagi – (2) Kabhi hasa diya rula diya kabhi Ajab hai daastaan teri ai jindagi Kabhi hasa diya rula diya kabhi Ajab hai daastaan teri ai jindagi

Tum aayi maan ki mamata liye toh muskuraaye hum Ke jaise phir se apane bachpan mein laut aaye hum

Tumhaare pyaar ke -2 isi aanchal tale Phir se dipak jale – (2) Dhala andhera jahi roshani Ajab hai daastaan teri ai jindagi Kabhi hasa diya rula diya kabhi Ajab hai daastaan teri ai jindagi

Magar bada hi sang dil hai yeh maalik tera jahaan Yahaan maan beton pe bhi log uthaate hai ungaliyaan Kali yeh pyaar ki -2 jhulas ke reh gayi Har taraf aag thi – (2) Hasaane aayi thi rulaakar chali Ajab hai daastaan teri ai jindagi Kabhi hasa diya rula diya kabhi Ajab hai daastaan teri ai jindagi