O chaand jahaan woh jaayein – (2) Tu bhi saath chale jaana Kaise kahaan hai woh, har raat khabar laana O chaand jahaan woh jaayein, o chaand
O raah agar bhule aa aa aa… O raah agar bhule tu raah dikha dena Pardes mein raahi ko manjil ka pata dena Hai pehala safar unaka, aur ?? hai anjaana Har raat khabar laana O chaand jahaan woh jaayein, o chaand
Kehana mere honto par aa aa aa…. Kehana mere honto par rukati huyi aahein hai Ya raasta unaka hai -2 ya meri nigaahein hai Betaab mohabbat ka betaab hai afsaana O chaand jahaan woh jaayein, o chaand
Ai chaand kasam meri, kuchh aur na tu kehana – (2) Kehana ke mera tum bin, mushkil hai yahaan rehana – (2) Ik dard ke maare ko, achchha nahi tadpaana Har raat khabar laana O chaand jahaan woh jaayein -2, o chaand
Movie / Album | Sharada (1957) Lyrics |
Language | Hindi |
Singer's | Asha Bhosle, Lata Mangeshkar |
Music Director | C Ramchandra |