Khumaariyaan Khumaariyaan Song Lyrics - Shadow Lyrics

Khumaariyaan Khumaariyaan Lyrics: Song from Shadow Lyrics movie sung by sunidhi chauhan, song is composed by anand raj anand.

Khumaariyaan khumaariyaan ishq ki yeh khumaariyaan – (3)

Deewaana hai na hai na deewaana – (2) Manaaya kitana par dil na maana Pagale ko bilkul nahi hai khabar Kab kisape kar jaaye kab asar Khumaariyaan khumaariyaan ishq ki yeh khumaariyaan – (3)

(Yeh hai umrr pyaar ki, yeh hai ghadi karaar ki Mere aitbaar ki tere aitbaar ki) – (2) Kuchh mere deedaar mein hai, kuchh tere deedaar mein hai kya Khumaariyaan khumaariyaan ishq ki yeh khumaariyaan – (3)

(Aankhon mein mastiya, baaton mein mastiya Subahon mein bhi mastiya, shaamon mein mastiya) – (2) Paimaana hai aankhon mein yaar pi le pi le aa pi le ik baar Khumaariyaan khumaariyaan ishq ki yeh khumaariyaan – (3) Deewaana hai na hai na deewaana -2, manaaya kitana par dil na maana Pagale ko bilkul nahi hai khabar, kab kisape kar jaaye kab asar Khumaariyaan khumaariyaan ishq ki yeh khumaariyaan – (4)