Ajanabi Hawaayein Bekaraar Baahein Song Lyrics - Shaapit Lyrics

Ajanabi Hawaayein Bekaraar Baahein lyrics from Shaapit Lyrics is a hindi movie , this movie released in . The soundtrack album is composed by chirantan bhatt.

Aa ja, aa ja….. Ajanabi hawaayein bekaraar baahein, aa…. Aa…. aa aa aa aa aa…… Ajanabi hawaayein bekaraar aahein De rahi sadaayein aaja aaja Majilon ki raahein, chaahaton ki baahein Phir tujhe bulaaye aaja aaja Tu aaja, tu aaja ragon mein sama ja Pukaare tanaha dil tu aaja Ajanabi hawaayein bekaraar baahein De rahi sadaayein aaja aaja

Kaante se bhi kate na duriyon ke pal Teri justaju hai meri bebasi ka hal Hoga hoga hamaare khaabon ka milan Keh rahi hai tere mere jakhmon ki jalan Ishq pe hai yakin, darr mujhe kuchh nahi Tu aaja, tu aaja ragon mein sama ja Pukaare tanaha dil tu aaja Ajanabi hawaayein bekaraar baahein De rahi sadaayein aaja aaja

Dhundein tujhe abb toh tanhaayiya meri Pichhe pichhe main aage parchhaayiya teri Kaise kaise tutegi yaadon ki kadi Saanson se bandhi hai teri saanson ki ladi Jindagi yeh meri hai amaanat teri Tu aaja, tu aaja ragon mein sama ja Pukaare tanaha dil tu aaja Ajanabi hawaayein bekaraar baahein De rahi sadaayein aaja aaja Majilon ki raahein, chaahaton ki baahein Phir tujhe bulaaye aaja aaja