Apani Ulfat Pe Jamaane Ka Song Lyrics - Sasural (1961) Lyrics

Following is the lyrics of 'Apani Ulfat Pe Jamaane Ka ' song from the hindi movie 'Sasural (1961) Lyrics', the lyrics are written by hasrat jaipuri, in the voice of singer lata mangeshkar, mukesh

Apani ulfat pe jamaane ka na pehara hota Toh kitana achchha hota – (2) Pyaar ki raat ka koyi na sawera hota Toh kitana achchha hota – (2) Apani ulfat pe jamaane ka na pehara hota Toh kitana achchha hota – (2)

(Paas rehkar bhi bahot dur, bahot dur rahe Ek bandhan mein bandhe, phir bhi toh majbur rahe) – (2) Meri raahon mein na uljhan ka andhera hota Toh kitana chchha hota – (2)

(Dil milein aankh mili pyaar na milane paaye Baagbaan kehata hai do phul na khilane paaye) – (2) Apani manjil ko jo kaanto ne na ghera hota Toh kitana chchha hota – (2)

(Ajab sulagati huyi lakdiyaan jagwaale Mile toh aag ugalate fate toh dhunwaan kare) – (2) Apani duniya mein bhi sukh chain ka phera hota Toh kitana chchha hota – (2) Apani ulfat pe jamaane ka na pehara hota Toh kitana achchha hota – (2)