Raam prabhu aadhaar jagat ke – 2 Raam jivan aadhaar Raam ek aadarsh hamaare Vandan karuun hazaar ho Vandan karuun hazaar Shri raam shri raam
Do akshar ki amogh shakti – 2 Mahaamantra hai mangal naam – 2 Shri raam shri raam Shri raam jai raam jai jai raam Raam prabhu aadhar
Ajaanubaahu vir dhanurdhar shaamal kaanti sharir sundar -2 Sur nar paalak asura sanhaarak Bhakt janon ke hain vishraam Shri raam
Raam prabhuu aadhar
| Movie / Album | Sant Tulsidas Lyrics |
| Language | Hindi |
| Singer's | Bhimsen Joshi |