Chala Hai Kahaan Song Lyrics - Sanjog (1961) Lyrics

Chala Hai Kahaan Lyrics from Sanjog (1961) Lyrics (hindi) sung by lata mangeshkar. This song is composed by madan mohan with lyrics penned by rajendra krishan. Sanjog (1961) Lyrics (hindi) movie and the songs were released in . Chala Hai Kahaan Lyrics from Sanjog (1961) Lyrics: lata mangeshkar sings this hindi song for Sanjog (1961) Lyrics film with music by madan mohan

Chala hai kahaan – (2) Duniya idhar hai teri, pyaar idhar hai tera Aaja o aaja o aaja Chala hai kahaan aa aa aa…. Duniya idhar hai teri, pyaar idhar hai tera Aaja o aaja o aaja aa aa…. Chala hai kahaan

Akhiya meri sapane tere ho ho Dekh jara woh saathi mere ho o Dil deewaana tujhe pukaare kare ishaare na ja Chala hai kahaan Duniya idhar hai teri, pyaar idhar hai tera Aaja o aaja o aaja aa aa…. Chala hai kahaan

Aa aa aa aa ha aa haa aa…. Saawan bhi aanewaala hai ho ho Rang naya laanewaala hai ho ho Rut albeli mujhe akeli dekh hasegi na ja Chala hai kahaan aa aa aa…. Duniya idhar hai teri, pyaar idhar hai tera Aaja o aaja o aaja aa aa…. Chala hai kahaan

Phul bani hai kali abhi toh ho ho Basi hai dil ki gali abhi toh ho o Abhi abhi toh paayal meri baaji chham chham na ja Chala hai kahaan aa aa aa…. Duniya idhar hai teri, pyaar idhar hai tera Aaja o aaja o aaja aa aa…. Chala hai kahaan