Sangam Lyrics / Hindi / Lata Mangeshkar

Mai Kya Karu Ram Mujhe Buddha Mil Gaya Song Lyrics

Meaning, Summary and Listening Notes

This Hindi song from the film Sangam features Lata Mangeshkar's vocals and Shankar-Jaikishan's composition. The lyrics express a speaker's lament about being paired with an older man.

What it means

The song portrays a young woman's humorous yet heartfelt complaint about her older partner, highlighting the generational gap and his unromantic actions. She feels her youth and beauty are mismatched with his age and demeanor.

Listen forthe repeated phrase 'main kya karoon raam mujhe buddha mil gaya'the contrast between the speaker's youth and the 'buddha's' agethe playful complaining tone in the lyricsspecific examples of the 'buddha's' unromantic behavior
Moodemotionalplayful
Themeslongingseparation
Find more like thismai kya karu rammujhe buddha mil gayasangam lyricslata mangeshkarshankar-jaikishanhasrat jaipurihindi songbuddha mil gaya song

Lyrics

Main kya karoon raam mujhe buddha mil gaya - 2 Oye hoy buddha mil gaya Ho buddha mil gaya Haay main kya karoon raam mujhe buddha mil gaya Main kya karoon raam mujhe buddha mil gaya Sab jo gaye baagh mera buddha bhi chala gaya - 2 Sab to laaye phool buddha gobhi le kar aa gaya - 2 Main ho gayi badanaam mujhe buddha mil gaya Main kya karoon raam mujhe buddha mil gaya Oye hoy buddha mil gaya Ho buddha mil gaya Main kya karoon raam mujhe buddha mil gaya Main gudiya haseen meri morani si chaal hai - 2 Sar men safed us ke daada ji sa baal hai - 2 Kya hoga anajam mujhe buddha mil gaya Haay kya karoon raam mujhe buddha mil gaya Oye hoy buddha mil gaya Ho buddha mil gaya Main kya karoon raam mujhe buddha mil gaya Pariyon ke desh mujhe buddha le ke aa gaya - 2 Main ne jo uthaaya ghoonghat buddha gussa kha gaya - 2 Bigadega sare kaam, mujhe buddha mil gaya Main kya karoon raam mujhe buddha mil gaya Oye hoy buddha mil gaya Hai buddha mil gaya Main kya karoon raam mujhe buddha mil gaya - 2

About this song

Mai Kya Karu Ram Mujhe Buddha Mil Gaya Lyrics : Mai Kya Karu Ram Mujhe Buddha Mil Gaya Song from the film Sangam Lyrics is sung by lata mangeshkar and composed by shankar-jaikishan. ,