Chal pade hain hum aisi raah pe Befikar hue ke ab jaana kahan Lapata hue saare raaste Dhoondega humein yeh zamana kahan
Yeh samaa hai kaisa Muskurane jaisa Dheemi baarishein hain har jagah Yeh nasha hai kaisa Doob jaane jaisa Jaagi khwaishein hain har jagah
Gazab ka hai yeh din Gazab ka hai yeh din Gazab ka hai yeh din dekho zara (x2)
Paani hoon paani main Haan behne do mujhe Jaisa hoon waisa hi Rehne do mujhe
Duniya ki bandishon se Mera naata hai kahan Rukna theharna mujhko aata hai kahan
Yeh samaa hai kaisa Muskurane jaisa Dheemi baarishein hain har jagah Yeh nasha hai kaisa Doob jaane jaisa Jaagi khwaishein hain har jagah
Gazab ka hai yeh din Gazab ka hai yeh din Gazab ka hai yeh din dekho zara (x2)
Neeli hai kyun zameen Neela hai kyun samaa Lagta hai ghaas par soya aasmaan Yeh mastiyan meri Manmaniyan meri Lo mil gayi mujhe aazadiyan meri
Yeh samaa hai kaisa Muskurane jaisa Dheemi baarishein hain har jagah Yeh nasha hai kaisa Doob jaane jaisa Jaagi khwaishein hain har jagah
Gazab ka hai yeh din Gazab ka hai yeh din Gazab ka hai yeh din dekho zara (x2)
Chal pade hain hum aisi raah pe Befikar hue ke ab jaana kahan Lapata hue saare raaste Dhoondega humein yeh zamana kahan
Yeh samaa hai kaisa Muskurane jaisa Dheemi baarishein hain har jagah Yeh nasha hai kaisa Doob jaane jaisa Jaagi khwaishein hain har jagah
Gazab ka hai yeh din Gazab ka hai yeh din Gazab ka hai yeh din dekho zara (x2)
Movie / Album | Sanam Re |
Language | Hindi |
Lyricist | Manoj Muntashir |
Singer's | Amaal Mallik, Arijit Singh |
Music Director | Amaal Mallik |
Label | T-Series |
Year | 2016 |
Starring | Pulkit Samrat, Yami Gautam |
Lyricist : Manoj Yadav
Singer : Amaal Mallik, Armaan Malik, Palak Muchhal