Sawalon mein ye kaisi zindagi gumaan hai gumaan Nazar yeh kisko dhoondti dhuaan hai dhuaan Hai kayi sargoshiyaan kyun jalti hai tanhaaiyaan Sawalon mein ye kaisi zindagi Gumaan hai gumaan nazar yeh kisko dhoondti Dhuaan hai dhuaan
(Uljhi ye na suljhi aur uljhi daastaan hai Jisski na ho manzil ek aisa raasta hai) -2 Hai kayi sargoshiyaan Kyun jalti hai tanhaaiyaan Sawaalon mein ye kaisi zindagi Gumaan hai gumaan Nazar yeh kisko dhoondti Dhuaan hai dhuaan
Kyun har nazar mein, ik ajab si tishnagi hai Har shay kyun achanak lag rahi ajnabi hai Kyun har nazar mein, ik ajab si tishnagi hai Har shay kyun achanak lag rahi ajnabi hai Hai kayi sargoshiyaan Kyun jalti hai tanhaaiyaan Sawaalon mein ye kaisi zindagi Gumaan hai gumaan Nazar yeh kisko dhoondti Dhuaan hai dhuaan
Movie / Album | Samrat and Co Lyrics |
Language | Hindi |
Lyricist | Sandeep Nath |
Singer's | Shreya Ghoshal |
Music Director | Ankit Tiwari |
Lyricist : Mithoon Sharma
Singer : Arijit Singh, Chinmayi Sripada