Safar, kaisa hai ye safar Manzilon ki na hai koi khabar (x2)
Raaston se meri gehri yaari ho gayi Jo farz se bhara tha basta Woh bhi khali ho gaya
Bura hai zamaana Tu chal dagar na kar agar magar Kaisa hai ye safar Manzilon ki na hai koi khabar
Safar… kaisa hai ye safar Manzilon ki na hai koi khabar Safar…
Pairon ko baandhe bediyan Bataaye sau kahaaniyan
Tu roshni tu rang hai Tu ud rahi patang hai
Bana hai tu dhaa de gazab Aazmaana hai ab iss zamane ka har paintra
Guzar… aisi raah se guzar Jee uthe har ghadi har pehar
Safar… kaisa hai ye safar Manzilon ki na hai koi khabar (x2)
Safar
| Movie / Album | Safar Lyrics |
| Language | Hindi |
| Lyricist | Bhuvam Bam |
| Singer's | Bhuvam Bam |
| Music Director | Omkar Tamhan |
| Label | BB Ki Vines |
| Year | 2018 |