Har Taraf Har Jagah Song Lyrics - Saaya Lyrics

Har Taraf Har Jagah Lyrics from Saaya Lyrics (bollywood) sung by shreya ghoshal. This song is composed by anu malik . Saaya Lyrics (bollywood) movie and the songs were released in . Har Taraf Har Jagah Lyrics from Saaya Lyrics: shreya ghoshal sings this bollywood song for Saaya Lyrics film with music by anu malik

Aa aa aa………

Har taraf, har jagah, har kahi pe hai, haan usika noor – (3) Haan usika noor Roshni kaa koi dariyaa to hai, haan kahi pe jaroor – (3)

Ye aasmaan, ye jamin, chaand aur sooraj Kya bana saka hai kabhi koi bhi kudrat – (2) Koi to hai jiske aage hai aadmi majboor – (2) Har taraf, har jagah, har kahi pe hai, haan usika noor

Insaan jab koi hai raah se bhatkaa Isne dikhaa diyaa, usko sahi rastaa – (2) Koi to hai jo kartaa hai mushkil hamaari door – (2) Har taraf, har jagah, har kahi pe hai, haan usika noor Roshni kaa koi dariyaa to hai, haan kahi pe jaroor