(Ye kaisi ajab daastaan ho gai hai Chhupaate chhupaate bayaan ho gai hai) – 2 Ye kaisii
Ye dil ka dhadaknaa, ye nazaron ka jhukna Jigar mein jalan si ye saanson ka rukna Khuda jaane kya daastaan ho gayi hai Chhupaate chhupaate bayaan ho gayi hai Ye kaisi
Bujha do bujha do, bujha do sitaaron ki shaamein bujha do Chhupa do chhupa do, chhupa do haseen chaand ko bhi chhupa do Yahaan roshani mehmaan ho gayi hai Aaa… Ye kaisi
Ilaahi ye toofaan hai kis bala ka Ki haathon se chhuta hai daaman haya ka (Kuda ki kasam aaj dil kah raha hai) – 2 Ki lut jaaun main naam lekar vafa ka Tamanna tadap kar jawaan ho gayi hai Aaaa… Ye kaisi Chhupaate chhupaate
| Movie / Album | Rustom Sohrab Lyrics |
| Language | Hindi |
| Singer's | Suraiya |
Lyricist : Qamar Jalalabadi
Singer : Manna Dey, Mohammad Rafi, Saadat Khan