Tera Woh Pyaar Yaad Aayega Song Lyrics - Ru-Ba-Ru Lyrics

Tera Woh Pyaar Yaad Aayega lyrics Ru-Ba-Ru Lyrics is a bollywood movie , this movie released in . The soundtrack album is composed by sameeruddin, satyadev burman. Produced by

Jaane aise yaad aaye woh pal Laau main kaise woh kal Khoye kahaan mujhko bata Tera woh pyaar yaad aayega Haan bhulega na yeh dil tera

Jaane aise yaad aaye woh pal Laau main kaise woh kal Khoye kahaan mujhko bata Tera woh pyaar yaad aayega Bhulega na yeh dil tera Kya ho gaya, socha na tha Teri woh khaamoshiya keh deti hi woh sabhi Jo tu na keh saka Kaise bataate mujhe sharmaate the tum aise Aachal mein jalata diya Khoye kahaan mujhko bata Tera woh pyaar yaad aayega Haan bhulega na yeh dil tera Kya ho gaya, socha na tha

Socha tha maine yahi, tum jo miloge kabhi Keh dungi dil ki baat Par ho saka na kabhi, dil ki dil mein rahi Aur na rahe tum saath Khoye kahaan mujhko bata Tera woh pyaar yaad aayega Bhulega na yeh dil tera Tum jo mere dil mein base ho