–male– Kya yehi pyaar hai
–female– Haan yehi pyaar hai
–male– O, dil tere bin kahin lagta nahin Waqt guzarta nahin
–female– Kya yehi pyaar hai
–male– Haan haan, haan yehi pyaar hai
–female– O, dil tere bin kahin lagta nahin Waqt guzarta nahin Kya yehi pyaar hai
–male– Haan yehi pyaar hai Pehle main samjha kuch aur vaje in baaton ki Lekin ab jaana kahan neend gayi meri raaton ki
–female– Jaagti rehti hoon main bhi, chaand nikalta nahin, oh Dil tere bin kahin lagta nahin Waqt guzarta nahin Kya yehi pyaar hai, bolo, bolo na
–male– Haan yehi pyaar hai
–female– Kaise bhooloongi, tu yaad hamesha aayega Tere jaane se jeena mushkil ho jaayega
–male– Ab kuch bhi, ho, dil pe koi zor to chalta nahin Dil tere bin kahin lagta nahin Waqt guzarta nahin Kya yehi pyaar hai
–female– Haan, haan yehi pyaar hai
–male– Jaise phoolon ke mausam mein yeh dil khilte hai Premi aise hi kya patjhad mein bhi milte hain
–female– Rut badle, duniya badle, pyaar badalta nahin, ho Dil tere bin kahin lagta nahin Waqt guzarta nahin Kya yehi pyaar hai
–male– Haan yehi pyaar hai
–both– O, dil tere bin kahin lagta nahin Waqt guzarta nahin
–female– Mm hm hm hm hm hm
–male– Haan, haan haan, haan yehi pyaar hai
–female– Kya yehi pyaar hai
–male– Haan yehi pyaar hai
| Movie / Album | Rocky Lyrics |
| Language | Hindi |
| Singer's | Kishore Kumar, Lata Mangeshkar |
Lyricist : Anand Bakshi
Singer : Kishore Kumar, Lata Mangeshkar