Re Mere Maula Song Lyrics - Road To Sangam Lyrics

Road To Sangam Lyrics is a bollywood movie , this movie released in . The soundtrack album is composed by nitin kumar gupta, prem hariya, sandesh shandilya, vijay mishra. . The song lyrics of Re Mere Maula are below

Aana aana

Mashware aur hidaayate najar yeh kya karun – (2) Meri aankhon se bhi dikhata hai najaara kya karun Re mere maula – (4)

Maula maula…. Hai yeh galat aur yeh hai sahi Sab kahein aisa kar hai yahi bandagi Mere dil mein bhi tu hi chhipa hai kahin Abb toh tu hi bata kya hai farmaan ji Abb tera bhi mujhako hai sahaara kya karun Re mere maula – (2) Maula maula maula maula…. Sab ke chaaron taraf ek diwaar kyun Khud ki bhi najaron mein hum gunehgaar kyun Maula maula maula maula…. Aadami inn dino thoda bimaar kyun Ik aman ke liye itani takraar kyun Badi ummidon se tujhako hai pukaara kya karun Re mere maula – (2) Mashware aur hidaayate najar yeh kya karun – (2) Meri aankhon se bhi dikhata hai najaara kya karun Re mere maula – (4)