Dard bana har livash mera Ab ghum ko odh ke sota hoon
Maayusiyon ke bistar pe Khamosh hoke rota hoon Sochta hoon sada Maine pyaar kyun kiya? Aitbaar kyun kiya? Maine pyaar kyun kiya? Maine pyaar kyun kiya?
5-6-7-Go!
Mere sisakne ki sadayein Kaash hawa ye sun leti Mere sisakne ki sadayein Kaash hawa ye sun leti Bechainiyon ke baago mein mere Raat ki kaliyan bun deti
Ishq ki nakaami ko ab main Sir pe leke dhoota hoon Sochta hoon sada Maine pyaar kyun kiya? Aitbaar kyun kiya? Maine pyaar kyun kiya? Maine pyaar kyun kiya?
Movie / Album | Risknamaa |
Language | Hindi |
Lyricist | Sanjit Nirmal |
Singer's | Mohammad Irfan Ali |
Music Director | Dushant |
Year | 2019 |
Starring | Sachin Khari, Shahbaz Khan |