Ranjish - Pankaj Udhas Lyrics / Hindi / Pankaj Udhas

Yaado Kaa Ek Jhonka Aaya Song Lyrics

Meaning, Summary and Listening Notes

Yaado Kaa Ek Jhonka Aaya is presented as a lyrics page from Ranjish - Pankaj Udhas Lyrics in the Hindi collection with Pankaj Udhas in the credits, giving readers the words alongside available song context. Use it to follow the lyrics, notice repeated lines such as "Yaado Kaa Ek Jhonka Aaya", and connect the song to its mood and themes.

What it means

Based on the supplied lyrics, this song can be read through reflection with an emotional tone. The note is intentionally cautious, using the repeated phrases and available metadata as listening context rather than adding unsupported facts.

Listen formain chorus turnemotional tone
Moodemotionalreflective
Themesreflection
Find more like thisyaado kaa ek jhonka aaya lyricsranjish - pankaj udhas lyricshindi song lyricspankaj udhas lyricsreflection lyricsemotional songyaado kaa ek jhonka aaya

Lyrics

Dard chamaka rahee hai teree yaad, nur barasa rahee hai teree yaad Dil kee wadee me chandanee kee tarah failatee ja rahee hai teree yaad Yaado kaa ek jhonka aaya, hamse milane baraso baad - (2) (Pehale itana roye nahee the -2) jitana roye baraso baad Baraso baad... Yaado kaa ek jhonka aaya, hamse milane baraso baad Lamha lamha ghar ujada hai mushkil se ehsas huva - (2) Mushkil se ehsas huva Pathhar aaye baraso pehale sheeshe tute baraso bad - (2) Yaado kaa ek jhonka aaya, hamse milane baraso baad Aaj hamaree khak pe duniya rone dhone baithee hai - (2) Rone dhone baithee hai Phul huye hai jaane kaise itane saste baraso baad - (2) (Pehale itana roye nahee the -2) jitana roye baraso baad Baraso baad... Yaado kaa ek jhonka aaya, hamse milane baraso baad Bhul bhee jayo kisane toda kaise toda kyon toda - (2) Kaise toda kyon toda Dhund rahee ho kya galiyo me dil ke tukade baraso baad - (2) Yaado kaa ek jhonka aaya, hamse milane baraso baad Dastak kee ummid lagaaye kab tak kaisar jite ham - (3) Kab tak kaisar jite ham Kal kaa vaada karnewaale milane aaye baraso baad - (2) (Pehale itana roye nahee the -2) jitana roye baraso baad Baraso baad... Yaado kaa ek jhonka aaya, hamse milane baraso baad - (2)

About this song

Yaado Kaa Ek Jhonka Aaya Lyrics from Ranjish - Pankaj Udhas Lyrics (bollywood) sung by pankaj udhas. This song is. Ranjish - Pankaj Udhas Lyrics (bollywood) movie and the songs were released in. Yaado Kaa Ek Jhonka Aaya Lyrics from Ranjish - Pankaj Udhas Lyrics: pankaj udhas sings this bollywood song for Ranjish - Pankaj Udhas Lyrics film with music by