Aasma kitna saara tha aasma Jispe humne tha sab dharaa Per baadal pe tha aaya
Raasta.. hum the pani ka rasta Na kisi se bhi vasta Dhoop the hum hi the saaya
Dhuaan aisa utha Taaron se tut ke gira Kuaan aisa bana Rassi se chhoot ke gira
Raasta.. pani ka tha jo rasta Ud gaya banke bhaap saa Mera dhundhla huaa saya
Aasma.. itna sara tha aasma Mit gaya kachche khwab sa Raat ne mera dil khaaya
Dhuaan aisa utha Taaron se tut ke gira Kuaan aisa bana Rassi se chhoot ke gira
Jal jal ke mudna Aur dar dar ke udna Hua.. kyu huaa?
Bach bach ke chalna Kehna koi sach na Hua.. kyu huaa?
Huaa naraaz sa Shakhon se chhoot ke gira Juaa.. har sans ka Aankhon me keel sa gada
Dhuaan aisa utha Taaron se tut ke gira Kuaan aisa bana Rassi se chhoot ke gira
Movie / Album | Raman Raghav 2.0 |
Language | Hindi |
Lyricist | Varun Grover |
Singer's | Siddharth Basrur |
Music Director | Ram Sampath |
Label | T-Series |
Year | 2016 |
Starring | Nawazuddin Siddiqui, Vicky Kaushal |