Ram Aur Shyam (1993) Lyrics / Hindi / Poornima
Yaad Piya Ki Aaye Ye Dukh To Saha Na Jaye Song Lyrics
Meaning and listening notes
This song, "Yaad Piya Ki Aaye Ye Dukh To Saha Na Jaye," is from the 1993 movie Ram Aur Shyam. It features vocals by Poornima and Udit Narayan, with music composed by Anu Malik.
Interpretation
The lyrics express a deep sense of longing and sorrow for a beloved, conveying feelings of heartbreak, sleeplessness, and a desire for reunion, sometimes mixed with regret and a sense of betrayal.
Listen forthe repeated phrase yaad piya ki aaye ye dukh to saha na jayethe 'sargam' sections indicating musical interludesthe imagery of a wounded bird 'koyi ghaayal panchhi jaise'the emotional shift between desperate longing and a wish to forget
Find more like thisyaad piya ki aayeye dukh to saha na jayeram aur shyam 1993poornima udit narayananu malikpiya piya ho aajahindi songjiya jiya na laage
Lyrics
(Sargam)
Bindiya jab timtimaaye, kangana jab khankhanaaye
Paayal jab shor machaaye
Piya piya ho aaja piya piya
Jiya jiya na laage mera jiya
Are nind na mujhako aaye, haay chain na mujhako aaye
Jaan meri abb jaaye
Piya piya ho aaja piya piya
Jiya jiya na laage mera jiya
Kisi se pyaar kar ke yeh dhoka kha rahi hoon
Lagaake rog dil ka bahot pachhata rahi hoon
(Sargam)
Yaad piya ki aaye yeh dukh toh saha na jaaye - (3)
Mera dil toh tadape aise, koyi ghaayal panchhi jaise
Main deewaani ho gayi hoon, yeh bataau sabko kaise
Piya piya ho aaja piya piya
Jiya jiya na laage mera jiya
Milan ki pyaas lekar, naya ehsaas lekar
Na ji paaungi abb main yeh tuti aas lekar
Mere julmi piya se koyi keh de yeh jaake
Ke le jaaye woh abb toh mujhe dulhan banaake
Piya piya ho aaja piya piya
Jiya jiya na laage mera jiya
(Sargam)
Yaad piya li
Are (yaad piya ki aaye yeh dukh toh saha na jaaye -3)
Teri khaatir jaane jaanarishte sab tod aaya
Jo na aaye tere dar tak main woh raahein chhod aaya
Piya piya ho aaja piya piya
Jiya jiya na laage mera jiya
Jo gujari dil pe mere woh main hi jaanati hoon
Karega phir tu dhoka tujhe pehchaanati hoon
Teri har baat jhuti, tu jhuta hai deewaana
Tujhe main bhul baithi mujhe tu bhul jaana
Piya piya ho aaja piya piya
Jiya jiya na laage mera jiya
(Sargam)
Hey (yaad piya ki aaye yeh dukh toh saha na jaaye -3)
(Piya piya ho aaja piya piya
Jiya jiya na laage mera jiya) - (2)
Piya piya
About this song
Yaad Piya Ki Aaye Ye Dukh To Saha Na Jaye Lyrics: Song from Ram Aur Shyam (1993) Lyrics movie sung by poornima, udit narayan, song is composed by anu malik.
