Raja Lyrics / Hindi / Alka Yagnik

Ankhiyaan Milaaoon Song Lyrics

Meaning and listening notes

Ankhiyaan Milaaoon is presented as a lyrics page from Raja Lyrics in the Hindi collection with Alka Yagnik and Udit Narayan in the credits, giving readers the words alongside available song context. Use it to follow the lyrics, notice repeated lines such as "Ankhiyaan Milaaoon", and connect the song to its mood and themes.

Interpretation

Based on the supplied lyrics, this song can be read through reflection with an emotional tone. The note is intentionally cautious, using the repeated phrases and available metadata as listening context rather than adding unsupported facts.

Listen formain chorus turnemotional tone
Find more like thisankhiyaan milaaoon lyricsraja lyricshindi song lyricsalka yagnik lyricsudit narayan lyricsreflection lyricsemotional songankhiyaan milaaoon

Lyrics

--female-- Ankhiyaan milaaoon kabhi ankhiyaan churaaoon Kya tune kiya jaadu Haan, ankhiyaan milaaoon kabhi ankhiyaan churaaoon Kya tune kiya jaadu Ankhiyaan milaaoon kabhi ankhiyaan churaaoon Kya tune kiya jaadu Kabhi ghabraaoon kabhi gale lag jaaoon Mera khud pe nahin qaabu Bina paayal ke hi baje ghunghroo - 2 --male-- (Ankhiyaan milaaye kabhi ankhiyaan churaaye Kya maine kiya jaadu) - 2 Kabhi ghabraaye kabhi gale lag jaaye Tera khud pe nahin qaabu Bina paayal ke hi baje ghunghroo - 2 --female-- Aise to deewaane mujhe pyaar na kar Aati hai sharam deedaar na kar --male-- Chain churaake takraar na kar Tujhko kasam inkaar na kar --female-- Tere armaanon mein sanwar gayi main Tune mujhe dekha to nikhar gayi main --male-- Dekha jab tujhko thaher gaya main Aise hi adaaon pe to mar gaya main --female-- Ankhiyaan milaaoon kabhi ankhiyaan churaaoon Kya tune kiya jaadu Ae, ankhiyaan milaaoon kabhi ankhiyaan churaaoon Kya tune kiya jaadu Kabhi ghabraaoon kabhi gale lag jaaoon Mera khud pe nahin qaabu Bina paayal ke hi baje ghunghroo - 2 --male-- Meri jaane jaana kya cheez hai tu Mujhko to jaan se aziz hai tu --female-- Itni na kar taareef meri Jaanoon main to jaanoon chaahat kya teri --male-- Teri ulfat ka nasha chhaa gaya Kuch bhi ho jaane jaan maza aa gaya --female-- Dheere dheere duniya se door hui Ishq mein tere main to choor hui --male-- Ankhiyaan milaaye kabhi ankhiyaan churaaye Kya maine kiya jaadu Hey, ankhiyaan milaaye kabhi ankhiyaan churaaye Kya maine kiya jaadu Kabhi ghabraaye kabhi gale lag jaaye Tera khud pe nahin qaabu Bina paayal ke hi baje ghunghroo - 2 --female-- (Ankhiyaan milaaoon kabhi ankhiyaan churaaoon Kya tune kiya jaadu) - 2 Kabhi ghabraaoon kabhi gale lag jaaoon Mera khud pe nahin qaabu Bina paayal ke hi baje ghunghroo - 2 --male-- Bina paayal ke hi baje ghunghroo --female-- Bina paayal ke hi baje ghunghroo

About this song

Ankhiyaan Milaaoon Lyrics from Raja Lyrics (hindi) sung by alka yagnik, udit narayan. This song is. Raja Lyrics (hindi) movie and the songs were released in. Ankhiyaan Milaaoon Lyrics from Raja Lyrics: alka yagnik, udit narayan sings this hindi song for Raja Lyrics film with music by