O phirkiwali tu kal phir aana, nahi phir jaana tu apni jubaan se Ke teri naina hai sharaab beimaan se Matwali yeh dil kyun toda, yeh tir kaahe chhoda najar ki kamaan se Ke mar jaayunga main bas muskaan se
Pehle bhi tune ek roj yeh kaha tha -2 aayungi, tu na aayi Waada kiya tha saiya nabke badariya chhanyungi, tu na chaayi Mere pyaase -2 naina tarase, tu nikali na ghar se Kaise beeti woh raat suhaani, tu sunle kahaani Yeh saare jahaan se, ke teri naina hai sharaab beimaan se O phirkiwali tu kal phir aana, nahi phir jaana tu apni jubaan se Ke teri naina hai sharaab beimaan se
Socha tha maine kisi roj gori hasake -2 bolegi, tu na boli Meri mohabbat bhari baate sun sunke dolegi, tu na doli O sapno mein -2 aanewaali ruk ja jaanewali Kiya tune mera dil chori, yeh puchhle gori jamin aasmaan se Ke teri naina hai sharaab beimaan se O phirkiwali tu kal phir aana, nahi phir jaana tu apni jubaan se Ke teri naina hai sharaab beimaan se – (2)
| Movie / Album | Raja Aur Runk Lyrics |
| Language | Hindi |
| Lyricist | Anand Bakshi |
| Singer's | Mohammad Rafi |
| Music Director | Laxmikant-Pyarelal |
Lyricist : Anand Bakshi
Singer : Lata Mangeshkar, Mohammad Rafi
Lyricist : Anand Bakshi
Singer : Lata Mangeshkar
Lyricist : Anand Bakshi
Singer : Lata Mangeshkar
Lyricist : Anand Bakshi
Singer : Kaumudi Munshi, Lata Mangeshkar, Manna Dey, Vinod Sharma