Banna Mera Aaya Hariyaala Banna Aaya Re Song Lyrics - Radha Ka Sangam (1992) Lyrics

Banna Mera Aaya Hariyaala Banna Aaya Re Lyrics from Radha Ka Sangam (1992) Lyrics (bollywood) sung by anuradha paudwal, nitin mukesh, suresh wadkar. This song is composed by anu malik with lyrics penned by hasrat jaipuri. Radha Ka Sangam (1992) Lyrics (bollywood) movie and the songs were released in . Banna Mera Aaya Hariyaala Banna Aaya Re Lyrics from Radha Ka Sangam (1992) Lyrics: anuradha paudwal, nitin mukesh, suresh wadkar sings this bollywood song for Radha Ka Sangam (1992) Lyrics film with music by anu malik

Banna mera aaya hariyaala banna aaya re Banna mera aaya hariyaala banna aaya Rang?? woh chane ke khet mein – (2) Naina ladaaye chane ke khet mein Le le tumhaari kalaayi kalaayi Banna mera aaya hariyaala banna aaya re – (4) Koyi aaye toh sahi… pyaar ki duniya lekar Haay raam kasam main mar jaau Koyi aaye toh sahi pyaar ki duniya lekar Haay raam kasam main mar jaau Koyi aaye toh sahi (Lo aa gaye hain kya hai iraada Ghabraan kaisa sang chalo raadha) – (2) Lo aa gaye hain

(Koyal kaali baadal kaale kaanha ka mann bhi kaala Main to bijuriya hoon baadal banu kyun Tan kyun karu apana kaala) – (2) Sun nandlaala sun nandlaala sun nandlaala sun nandlaala Hamane tumhe pasand kiya kya bura kiya haay kya bura kiya – (2) Aankhon mein apani band kiya kya bura kiya haay kya bura kiya Patthar ke dil mein daal di ulfat ki dhadkane – (2) Patthar ko dardmand kiya kya bura kiya haay kya bura kiya Hamane tumhe pasand kiya kya bura kiya haay kya bura kiya Pipal ke patava pe likh de dil ki baat o o o o Pipal ke patava pe likh de dil ki baat Aayi hai hawaaye leke piya ji ke paas

Pipal ke patava pe likh de dil ki baat Aayi hai hawaaye leke piya ji ke paas Pipal ke patava pe o jo o (Pyaara sandesa mujhe mil toh gaya Sehare ka phul mere khil toh gaya hai) – (2) Itana bata de aau milane kahaan par Ya iss jameen par ya aasmaan par – (2) (Saaware ai jaiyo -3 jamuna kinaare mero gaanv, mero gaanv) – (2) Saaware ai jaiyo -3 ai jaiyo, ai jaiyo Dil ka shaara tera pyaar, tera pyaar, tera pyaar hai Mujhako gawaara intjaar intjaar intjaar hai Dil ka shaara tera pyaar, tera pyaar, tera pyaar hai

(Kuchh log duniya naseeb leke aate hai Baaki bas aate hai aur yuun hi chale jaate hai) – (2) Jaane kab aate hai aur jaane kab jaate hai Chand log duniya mein naseeb lek aate hai Baaki bas aate hai aur yuun hi chale jaate hai Aa aa aa… (mar ke bhi laut aayenge hum yaar ke liye -2) Ek janam o o o…ek janam kam hai sanam pyaar ke liye Mar ke bhi laut aayenge hum yaar ke liye – (2)

(Is paar nahi toh phir uss paar milenge hum Sau baar bichhad ke bhi ik baar milenge hum) – (2)