Kisi ne prem ka amrit chaakha, kisi ne vish ka pyaala Gokul ki galiyon ka gwaala, natkhat bada nandlaala Gore se ho gaya kaala – (2) Gokul ki galiyon ka gwaala, natkhat bada nandlaala Gore se ho gaya kaala
Teri nainon mein hai bhakti kewal prem mein hai yeh shakti – (2) Woh teri maala ka moti woh teri dipak ki jyoti – (2) Raadha dhul piya charnan ki, rukmini gale ki maala Gokul ki galiyon ka gwaala, natkhat bada nandlaala Gore se ho gaya kaala
Rukmini bas mehalo ki raani – (2) Raadha krishan ki prem kahaani Mere paas hai sirf kahaani, tere paas hai sach deewaani – (2) Sab ko geet sunaaye tumase preet kare matwaara Gokul ki galiyon ka gwaala, natkhat bada nandlaala Gore se ho gaya kaala
Main usaki haqdaar nahi – (2) Main puja hoon pyaar nahi Haar hi jeet se sundar hai, puja preet se sundar hai Raadha krishn ki hai jodi, isame shanka hai thodi – (2) Woh tera bhagwaan hai, yeh tera balidaan hai Woh tera hai, woh tera hai, woh tera hai….
| Movie / Album | Raaste Pyar Ke (1982) Lyrics |
| Language | Hindi |
| Lyricist | Anand Bakshi |
| Singer's | Asha Bhosle, Lata Mangeshkar, Usha Mangeshkar |
| Music Director | Laxmikant-Pyarelal |
Lyricist : Anand Bakshi
Singer : Anuradha Paudwal, Kavita Krishnamurthy, Kishore Kumar
Lyricist : Anand Bakshi
Singer : Asha Bhosle, Lata Mangeshkar, Usha Mangeshkar
Lyricist : Anand Bakshi
Singer : Asha Bhosle, Kishore Kumar, Usha Mangeshkar