Aa mai batau tu hai kya – 2 Sirf nazar ka hai dhokha Samjha hai mujhko utna hi Jisko jitna zarf mila Aa mai batau tu hai kya Sirf nazar ka hai dhokha
(Meri mast nigaho ne Kam diya hai saghar ka – 2) – (2) Mast hua bejam ke mai Naam liya jab saqi ka – 2 Dekh liya jab saqi ko Hosh gawaya baqi ka Aa mai batau tu hai kya Sirf nazar ka hai dhokha
Zulfo ko tu badal jana Aankh ko samjha maikhana Akal setu hai begana Diwan hai diwana – 3 (Tere liye diwana bana Aur tu hi kahe hai diwana) – (2) Meri iss ruswayi me Tera bhi hai afsana Diwana hai diwana – 4
Yu na udati chal aanchal Diwane se bach ke chal Nikla hai na niklega Zulf ka kham aur mera bal Aa mai batau tu hai kya Sirf nazar ka hai dhokha
| Movie / Album | Qawwali Ki Raat Lyrics |
| Language | Hindi |
| Lyricist | Shewan Rizvi |
| Singer's | Asha Bhosle, Mohammad Rafi |
| Music Director | Iqbal Qureshi |
Lyricist : Shewan Rizvi
Singer : Mohammad Rafi, Mubarak Begum
Lyricist : Shewan Rizvi
Singer : Mohammad Rafi, Suman Kalyanpur
Lyricist : Shewan Rizvi
Singer : Asha Bhosle, Mohammad Rafi
Lyricist : Shewan Rizvi
Singer : Mohammad Rafi, Shamshad Begum
Lyricist : Shewan Rizvi
Singer : Asha Bhosle, Manna Dey, Mohammad Rafi, S Balbir
Lyricist : Shewan Rizvi
Singer : Asha Bhosle, Mohammad Rafi