Pyaasa Lyrics / Hindi / Karsan Sagathia

Aankhon Mein Leke Pyaar Song Lyrics

Meaning and listening notes

Aankhon Mein Leke Pyaar is presented as a lyrics page from Pyaasa Lyrics in the Hindi collection with Karsan Sagathia and Kavita Krishnamurthy in the credits, giving readers the words alongside available song context. Use it to follow the lyrics, notice repeated lines such as "Aankhon Mein Leke Pyaar", and connect the song to its mood and themes.

Interpretation

Based on the supplied lyrics, this song can be read through love and reflection with a romantic tone. The note is intentionally cautious, using the repeated phrases and available metadata as listening context rather than adding unsupported facts.

Listen formain chorus turnromantic imagery
Find more like thisaankhon mein leke pyaar lyricspyaasa lyricshindi song lyricskarsan sagathia lyricskavita krishnamurthy lyricslove lyricsromantic songaankhon mein leke pyaar

Lyrics

--male 1-- Hey, jaagi hai umang dil mein Bujhegi mann ki pyaas Pyaar ke rang mein hum sab milkar Hey khelenge daandiya raas Hey halle, halle! --male 2-- Aankhon mein leke pyaar aaya hai koi yaar Bajte hai dil ke taar, kya hoga Yaar kya hoga, kya hoga, yaar kya hoga --female-- Ae, aankhon mein leke pyaar aaya hai koi yaar Bajte hai dil ke taar, kya hoga Yaar kya hoga, kya hoga, yaar kya hoga --male 2-- (Voh bhi hai beqaraar, main bhi hoon beqaraar Ab kaun jaane yaar kya hoga) - 2 --both-- Aankhon mein leke pyaar aaya hai koi yaar Bajte hai dil ke taar, kya hoga Yaar kya hoga, kya hoga, yaar kya hoga --male 2-- Chanda ki chaandni hai, mausam ki raagini hai Maheki bahaar hai voh Oh ho, oh ho oh ho, oh ho ho Chanda ki chaandni hai, mausam ki raagini hai Maheki bahaar hai voh Mujhse anjaan bhi hai, voh meri jaan bhi hai Mera hi pyaar hai voh Dekho taaron waali hai raat, chumenge unka haath Badh jaaye gar jo baat, kya hoga Yaar kya hoga, kya hoga, yaar kya hoga Aankhon mein leke pyaar aaya hai koi yaar Bajte hai dil ke taar, kya hoga Yaar kya hoga, kya hoga, yaar kya hoga --female-- Sapnon ki raat aayi, khushiyon ko saath laayi Dil mera aaj dole Oh ho, mm hm mm hm, la la la Sapnon ki raat aayi, khushiyon ko saath laayi Dil mera aaj dole Dil mein armaan jaage, soye toofaan jaage Dhadkan mein pyaar haule --male 2-- Peeke unki nazar ka jaam leta hoon dil ko thaam Le loon jo unka naam, kya hoga Yaar kya hoga, kya hoga, yaar kya hoga --female-- Ae, aankhon mein leke pyaar aaya hai koi yaar Bajte hai dil ke taar, kya hoga Yaar kya hoga, kya hoga, yaar kya hoga (Voh bhi hai beqaraar, main bhi hoon beqaraar Ab kaun jaane yaar kya hoga) - 2 --male 2-- Aankhon mein leke pyaar aaya hai koi yaar Bajte hai dil ke taar, kya hoga Yaar kya hoga, kya hoga, yaar kya hoga

About this song

Following is the lyrics of 'Aankhon Mein Leke Pyaar ' song from the bollywood movie 'Pyaasa Lyrics', in the voice of singer karsan sagathia, kavita krishnamurthy, udit narayan