Odh Lee Chunariya Tere Naam Kee Song Lyrics - Pyaar Kiya To Darna Kya Lyrics

Odh Lee Chunariya Tere Naam Kee Lyrics from Pyaar Kiya To Darna Kya Lyrics (hindi) sung by alka yagnik, kumar sanu. This song is composed by jatin-lalit with lyrics penned by sameer. Pyaar Kiya To Darna Kya Lyrics (hindi) film stars ,the songs were released in .

Odh lee chunariya tere naam kee

Tere pyaar me dub gaye hain Ham khud ko hee bhul gaye hain O mere dildar

Odh lee chunariya tere naam kee – (2) Chaahe duniya jo bhee soche hamko karna pyaar Pyaar kiya toh darna kya, jab pyaar kiya toh darna kya

Odh lee chunariya tune mere naam kee – (2) Chahe duniya jo bhee soche hamko karna pyaar Pyaar kiya toh darna kya, o jab pyaar kiya toh darna kya Odh lee chunariya tere naam kee

Tanha tanha tha yeh dil, khoya soya tha yeh dil Bechainee kaa aalam tha, suna mann kaa aangan tha Jabse tumho mile, meet gaye sab gile – (2) Maine bhee tay kiya hai, aayegee teree dolee mere hee angna Odh lee chunariya tune mere naam kee – (2) Chahe duniya jo bhee soche hamko karna pyaar Pyaar kiya toh darna kya, o jab pyaar kiya toh darna kya Odh lee chunariya tere naam kee

Tauba tauba yeh aankhe, kehatee hain saw saw bate Jane kaisa jaadu hai, meraa dil bekaabu hai Rab se jab maanga, bas tujhe maanga – (2) Pyaar kee bindiya chamka de too, mujjhko kangan pehna de too Karde shagun sajna Odh lee chunariya tere naam kee – (2) Chahe duniya jo bhee soche hamko karna pyaar Pyaar kiya toh darna kya, o jab pyaar kiya toh darna kya Odh lee chunariya tere naam kee