Kabhee socha naa tha maine mujhe ho jaayega pyaar – (2) Dil divana divane kaa kya aitbar Kya aitbar, kya aitbar
Kabhee socha naa tha maine mujhe ho jaayega pyaar – (2) Dil divaana divane kaa kya aitbar Kya aitbar, kya aitbar
Aaj mujhko laga baat kuchh hai jurur Pas kitne ho tum jab huye mujhse door Bekarari hai kyon, yeh khumari hai kyon Kyon pareshan hai, kyon yeh armaan hai
Tum kya gaye ho janam, sang le gaye bahar – (2) Dil divana divane kaa kya aitbar Kya aitbar, kya aitbar Sach kahu pyaar kya hai mai nahee janta tha Pyaar kee batein sach hai, mai nahee manta tha
Kya mujhe ho raha hai, kya meraa kho raha hai Mujhko ehsaas hai, kya meree pyas hai
Too nahee pas mere, hai teraa intejar – (2) Dil divaana divane kaa kya aitbar Kya aitbar, kya aitbar
Kabhee socha naa tha maine mujhe ho jaayega pyaar – (2) Dil divana divane kaa kya aitbar Kya aitbar, kya aitbar
Kabhee socha naa tha maine
| Movie / Album | Pyaar Kiya Nahin Jaata Lyrics |
| Language | Hindi |
| Lyricist | Anand Raj Anand |
| Singer's | Sonali Vajpayee, Sonu Nigam |
| Music Director | Anand Raj Anand |
Lyricist : Shyam Anuragi
Singer : Santrapti, Sonu Nigam, Sunidhi Chauhan
Lyricist : Praveen Bhardwaj
Singer : Sarasvati Phukan, Sonu Nigam
Lyricist : Anand Raj Anand
Singer : Sonali Vajpayee, Sonu Nigam
Lyricist :
Singer : Ajay Pohankar, Anuradha Paudwal, Sonu Nigam, Vivienne Pocha