Kaato Bhare Jahan Me Song Lyrics - Purnima (1965) Lyrics

Kaato Bhare Jahan Me Lyrics from Purnima (1965) Lyrics (hindi) sung by mohammad rafi. This song is composed by kalyanji-anandji with lyrics penned by bharat vyas. Purnima (1965) Lyrics (hindi) film stars ,the songs were released in .

Bacho par balidan hai karti Ma apni jindgani Aaj ye bache maa ki khatir Dene chale kurbani

Ajab khel kismat ka dekho – 2 Kato bhare jaha me Bichad ke dal se do kaliya Udti hai tufan me – 2 Ajab khel kismat ka dekho

Ye masum ye nanhe munne inki kya khata hai Ghar se nikal kar kaha rukenge Inko nahi pata hai – 2 Mamta ruthi mamta ruthi Mamta ruthi mamta ruthi chubh gaye kate Phulo ki muskan me Bichad ke dal ise do kaliya Udti hai tufan me – 2 Ajab khel kismat ka dekho

Mai hu apna ye hai paraya Nahi samjh ye paye Inka nirmal pyar hai jisko dekh bade sarmaye Dekh bade sarmaye Jaise bahta jaise bahta ek khun ho In dono ki jaan me Bichad ke dal ise do kaliya Udti hai tufan me – 2 Ajab khel kismat ka dekho Kato bhare jaha me Bichad ke dal ise do kaliya Udti hai tufan me – 2 Ajab khel kismat ka dekho