Huaa Huaa Main Deewaana Song Lyrics - Prashant Tamang - Dhanyavad Lyrics

Prashant Tamang - Dhanyavad Lyrics is a hindi movie , this movie released in . The soundtrack album is composed by amit trivedi. . The song lyrics of Huaa Huaa Main Deewaana are below

Deewaana…………….. (Shaamo seher mein aaye jaaye, tujhe raat gungunaaye Tere khwaab khile nayan mein, huaa huaa main deewaana, deewaana) – 2

Ansuni si ansuni si, ek tarz labon mein mehki hai Anbani si anbani si, dhadkan dhadkan mein lehki hai Mishri teri boli kaano mein jo gholi Her lafj mein hone laga hoon deewaana deewaana Shaamo seher mein aaye jaaye, tujhe raat gungunaaye Tere khwaab khile nayan mein, huaa huaa main deewaana, deewaana

Yeh bahaaren yeh bahaaren, tere rang mein rang jaati hai Yeh ishaare yeh ishaare, teri hi aur dekhaati hai Leti hai balaayein, deti hai duaayein Mausam bhi tera hua hai, deewaana, deewaana (Shaamo seher mein aaye jaaye, tujhe raat gungunaaye Tere khwaab khile nayan mein, huaa huaa main deewaana, deewaana) – 2